Main ab
>> ~”Main ab”~
~”b vaisa hoon”~
woh muntzir aankhain
woh beqrar lehja
woh madham sansain
~”Main ab”~
~’b vaisa hoon”~
woh rahon main baith ker tumhara intzaar krna
woh tumhen daikhne ki khaatir apna saara din baykaar kerna
woh tumhari sargoshiyon ko ghour se sun’na
woh apni raaton main tumhare khwab bun’na
woh apni baaton main tumhara ziker kerna
woh tumhare liye din,raat fiker kerna
“Main ab”
~”b vaisa hoon”~
Random SMS
Filed Under: Urdu Poetry SMS













