Is dunia k baasi b ajab kaam kartay hain.
Is dunia k baasi b ajab kaam kartay hain.
Sari zindagi ik bewafa k naam kartay hain
Kar laitay hain khud ko us ki soch mai gum
Aur phir khud ko un mai talash kartay hain
Khud kho jatay hain madhoshi mai
Aur zindagi ko un k naam kartay hain
Chaltay phirtay har shakhs ko daikh kar us k
Saye mai b un ko talash kartay hain
Khyalon ki baat rahi ik taraf
Khabon mai b un ka didar kartay hain
Daikh k har phool mai un k mukhray ko
Na janay kyon har phool ko salam kartay hain
Random SMS
Filed Under: Urdu Poetry SMS













