Advertisement

Hudood-e-zabt-e-wafa

Hudood-e-zabt-e-wafa sy guzarny wala tha,

May apny apko nilaam karny wala tha,

Safar k shoq ny majbur kar diya warna!

May tayry shehir may quch din thehrny wala tha,

Khud apny saaey sy chonk uthta hai,

Wo shakhs jo kisi sy na darny wala tha,

Huwa hai qatal mayra khuahishon k hathon sy,

May itni jald to hargiz na marny wala tha,

Khalish-e-Lahu na raha “DOST” tayry jism may warna!

Es ghazal may aur bhi may
rang bharny wala tha…

Related Posts via Categories



Filed Under: Urdu Poetry SMS


Advertisement

About the Author

Comments are closed.