Na Abr hai na Hawa Neend kyun nahi aati,
Na Abr hai na Hawa Neend kyun nahi aati, Baras chuki hai Ghata Neend kyun nahi aati, Naye Naye the Judaai k din to baat b thi, Wo Daur Beet chuka Neend kyun nahi aati, Bichharr hi jaate hain Duniya mein Chaahne wale, Chalo huwa so huwa Neend kyun nahi aati, Ye Izteraab kahan tak [...]
