Advertisement

Tag: "urdu sms messages"

Na Gham Hai Na Hai Ehsaas Khushi Ka

Na Gham Hai Na Hai Ehsaas Khushi Ka. Na Deed Hai Na Hai Intezaar Kisi Ka. Main Tu Akela Chal Raha Hoon Andheron Main. Ab Tu Ye Bhi Yaad Nahi Kab Hua Tha Samna Rosheni Ka.

Le k Daulat ka Saharaa aur banaa k Taaj Mehal..

Le k Daulat ka Saharaa aur banaa k Taaj Mehal..   Ek Shehanshah ne Hum Ghareebon ki Mohabbat ka Mazaaq urraaya hai…

Tumhari wo Khamoshi

Tumhari wo Khamoshi jis k bad Tum se baat karne ki Khwahish peda ho jaye, Tumhare uss Qalaam se behtar hai jis k baad Tumhain Khamosh kr diya jaye.