Jis Rozedaar Ko Khud Ba Khud
Abu Huraira Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya Jis Rozedaar Ko Khud Ba Khud Qey Aae Isper Qaza Nahi Hai Albutta Jo (Jaan Boojh Ker) Qey Karey Woh Qaza Rozey Rakhey (Abu Dawood, Ibn Maja)
