Advertisement

Yaum-e-Azaadi Mubarik

KHUDA karaay k meri ARZ-E-PAK pay utray,
Woh Fasl-e-Gul jisay andesha-e-zawal na ho,
KHUDA karay k mairay ik b ham watan k liay,
Hayaat jurm na ho, zindagi wabaal na ho,
Yahan jo phool khilay wo khila rahay sadyoon,
Yahan khizaan ko guzerne ki b majaal na ho,
Yahan jo sabza ugaay woh hamesha sabz rahe,
Aur aisa sabz k jis ki koi misaal na hoo,
KHUDA karay k na kam ho kabi sar e waqaar-e-watan,
Aur iske husn ko tashweesh o maaho saal na ho.aameen. aik achay mustqbil, sehat aur waqar-o-kamyabi ki duwaon k saath yaum-e-azaadi mubarik.

Related Posts via Categories



Filed Under: Independence Day SMS

Tags:


Advertisement

About the Author

Comments are closed.