Advertisement

Kuch Gharailu Totkay

Kuch Gharailu Totkay:

-> Agar aap ko kutta kaat lay to aap usay kaat lein, Hisaab barabar ho jaye ga.

-> Doodh phat jaye to safaid dhaagay se si lein, kisi ko pata nahin chalay ga.

-> Agar aap ka qad chhota hai to 3 se 4 martaba phaansi lein, agar bach gaye to bohat fayeda ho ga.

-> Agar aap ke baal girtay hain to tind karwa lein, naye baal aanay tak koi baal nahin giray ga

Related Posts via Categories



Filed Under: Funny / Jokes SMS


Advertisement

About the Author

Comments are closed.